MIUI 12 Hands-on review, Some of the best features of MIUI 12 in “Hinglish”

Aaiye, aapko MIUI 12 ki kuchh behtarin features ke bare me batata hu:

Under the surface aapko bhut kuchh change milne wala hai. Feature wise bhi bhut sari chize add ki gayee hai MIUI 12 me. Jaise ki complete clean look, white scpace betbeen text and brighter white look and feel. Its jus amazing to use MIUI 12.

New naotification pannel milega aapko jo ki aapko apple ke iOS ke jaisa look and feel dene wala hai.

Flat UI, Very smooth animation all over the place, MIUI 12 me custome rendering ki wajah se animation kafi smooth ho ga hai.

New visual components, graphical information milega. Jaise ki agar aap storage settings me jaoge to aapko waha pe graphical cylindrical picture aayega jisme alag alag level pe aapko stoge file sab dikhega. 
MIUI 12 Hands-on review, Some of the best features of MIUI 12 in "Hinglish"

Super Wallpaper, immersive look
MIUI 12 Hands-on review, Some of the best features of MIUI 12 in "Hinglish"MIUI 12 Hands-on review, Some of the best features of MIUI 12 in "Hinglish"
Notification Panel:
MIUI 12 Hands-on review, Some of the best features of MIUI 12 in "Hinglish"
MIUI ne apne notification panel pe bahut hi achha kaam kiya hai. ab aap notification dekhne ke apne screnn ke thoda left side me swipe down karenge. aur aapko apne control center kholna hai to screen ke thoda right me swipe down karenge. hai na ek jabardast chiz? isiliye log MIUI ko itna pasand karte hain pure duniya me.
MIUI 12 Hands-on review, Some of the best features of MIUI 12 in "Hinglish"

Privacy setting

MIUI 12 me aur bhi security features add kiye gaye hain. MIUI 12 me aap apps permission ko aur bhi restrict kar sakte ho. Apps ko backgroung me chalte huye user data ko fetch karne pe bhi rok laga sakte ho virtual id security feature ki help se.

Focus mode like OnePlus(Zen Mode)

Multitasking

MIUI 12 me multitasking aur bhi smooth aur aasan ho gya hai. Facebook messenger app ke chat ke tarah aap dusre apps ko bhi float karwa sakte ho kisi aur app ke upar. Like draw over other app feature ke jaise.

Dark Mode 2.0

MIUI 12 ke display setting me agar aap automatic wala option choose karoge to Time ke sath aapka display change hoga. MIUI 12 din me jyada brighter rhega shame me dim hoga for raat me dark hoga sab apne aap hoga. Ye ek aisa featute hai jo abhi tak kisi bhi dusre company ne nhi diya hai, apple bhi abhi tak aisa nhi kar paya hai.

AI calling:

For physically challanged user like who can’t speak, they will do AI calling then type what he want to speak, phone will convert his typed text to speech and the caller at the other side will get voice. Ye bhi ek bhut hi jabardast feature hai. Ye wali feature bhi kisi bhi company ne nhi diya hai.

Video tool box:

Agar aap koi youtube video dekh rhe hain aur aap chahte hain ki aap sirf youtube video ki audio sune aur phone lock rhe jisse battery bhi bache, to aap aisa kar sakte hain MIUI 12 me. Hai na ek jabardast feature.

So, ye to the aane wale MIUI 12 ke kuchh features jo maine aap logo ke sath share kiya. Aapko in sab me kaun sa feature sabse jyada pasand aaya comment me jaruru bataiye.

Ab aap ye soch rhe honge ki kaun kaun se xiaomi phone me ye MIUI 12 ka update pahle aayega. Ye janne ke liye aap hamara ye wala “Here is a list of Xiaomi phones, will get MIUI 12 update” article jarur padhiye isme sare models ka list bataya gya hai.

Aane wale samay me aapko  MIUI 12 ke aur bhi behtarin feature ke bare me bataunga.

Niche ek video add kiya hu. Isme aapko MIUI 12 ka close look dekhne ko milega. 

 

Leave a Comment

CAPTCHA Image

*

css.php